Kya khoya aur kya paya

  • Har isan ke jivan mai ak bar aisa mauka jrur aata hai jab vah yah sochane par majboor ho jata hai ki usne kya khoya aur kya paya.mere hisab se tow maine apne jivan mai apni 15 sal ki beti ke alava kuch nhin paya.jivan mai itni preshaniyan rhin ki vah abhi tak mere sath chal rhin hain.maine pta nhi bidhata ka kya bigada hai ki vah sath hi nhin chhodtin mera.mai koi bhi achcha karya karane ki koshish karti hu. in preshaniyon ki bajay se mujhe kbhi safalta mil hi nhin pati hai . Ye preshaniyan meri safalta ko bifalta mai badal hi detin hain aur is prakar mera jivan ak majak sa bankar rah gya hai.mai yah janti hu ki yh bifalta kb tk sath rhegi kbhi n kbhi to mera sath,mera pichha jarur chhodegi par kab chhodegi yh pata nhin.mai bhi  hu ki har manne bali nhi.dekhna ak din in roti hui aakhon main khushi bale aanshu jarur hoge.
    M.no.8770202588

Comments

Popular posts from this blog

Mai kya likhu